Thursday, November 20, 2025

Yaad Hai Hamein Apne Sab Gunah | Mohabbat Par Shayari


 


Yaad hain hamain apne sub sub ke gunah

Ek mohabbat kar lie dusra tum se kar lie tesra be panah ker lie


شعر:
"یاد ہیں ہمیں اپنے سب سب کے گناہ
ایک محبت کر لی، دوسرا تم سے کر لی، تیسرا بے پناہ کر لی"



Explanation:
Ye shayari us dil ka izhar hai jo mohabbat mein sab kuch haar kar bhi mohabbat se door nahi ho sakta. Har dafa pyaar ek nayi kahani likhta hai, aur har kahani mein kuch dard chhup jata hai. Ye lafz un logon ke liye hain jo mohabbat ko gunaah nahi, ibadat samajhte hain. ❤️

No comments:

Post a Comment