Saturday, December 27, 2025

Halaat Theharte Nahi, Badal Jaate Hain


 



Halaat K Sehmay Hue Logon Ko Batla Do

Halaat Badal Jate Hain Thehra Nahi Karte…



Zindagi ke mushkil halaat aksar insaan ko sehma dete hain, magar yeh shair yaad dilata hai ke koi bhi waqt hamesha ek jaisa nahi rehta. Andheray kitne bhi gehre hon, halaat aik na aik din badal hi jaate hain—bas yaqeen aur sabr ka daaman thaam kar rakhna hota hai.

No comments:

Post a Comment