Friday, June 12, 2026

“Mujhe Uska Khayal Tha, Usy Zamane Ka — Wafa Ki Shayari”





 Mujhe Khayal Tha Uska Usy Zamany Ka

Khuda Kary K Zamana Wafa Kary Us Se…


Yeh gehri Urdu shayari us dard ko bayan karti hai jo sirf yaad nahi rehta, balke andar hi andar insaan ko khokhla karta rehta hai. Shayar kehta hai ke agar gham sirf sar par hota to chadar ki tarah utaar deta, magar yeh to dil se deemak ki tarah chimta hua hai. Yeh kalam mohabbat, tanhaai aur andar ke khamosh dard ka asar-angez izhar hai. 💔✨

No comments:

Post a Comment