bhot masoom hasrat hai batao kia kiya jaye
mujhe tum se mohabbat hai, batao kia kiya jaye
jo suraj dobta hai dil b apna doob jata hai
ajab si apni halat hai , batao kia kiya jaye
tum se milne ki chahat meri kab hia mere piyarey
dil-e-naadaan ki chahat hai , batao kia kiya jaye.
No comments:
Post a Comment